Dard-e-dil ko bhi hum ab pehchan gayay yaro!
kaisay nikaltay hay khud hi aanso ye jan gayay yaro
bahut benam si sadayay gonjti hay meray zehn may
pyar may hamesha dard milta hay hum man gayay yaro
us ko bewafa kehsaktay hay na daysaktay hay saza
is ishq ki dunya may tho apnay iman gayay yaro
gaya jo ishq k daldal may nikal na saka wo pir kabhi
is zalim ishq kay sabab kitnay insan gayay yaro
jab pekar-e-khaki ho KAMRAN ka parha hoa khamosh
sub ye kahangay ab aman kay jahan gayay yaro!
Comments
-
oye ye bhot acha hai...awsum..soo deep n awl..chakaasss!!

