Tum ko bhi hai khabar,
Mujhko bhi hai pata Ho raha hai judaa,
Dono ka raasta Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna Kabhi alvida na kehna,
Kabhi alvida na kehna.
Jitni thi khushiyaa,
Sab kho chuki hai Bas ek gham hai ki jaata nahi,
Samjha ke dekha behla ke dekha Dil hai ki chain isko aata nahi,
Aasoo hai ki hai angarayi Aag hai kab aankhon se behna Kabhi alvida na kehna,
Kabhi alvida na kehna.
Rut aa rahi hai,
Rut jaa rahi hai Dard ka mausam badla nahi Rang yeh halka itna hai gehra,
Sadiyon main hoga halka nahi,
Halka nahi Kaun jaane kya hona hai Hum ko hai ab kya kya sehna Kabhi alvida na kehna,
Kabhi alvida na kehna.
Kushbo Kea Jokhea,
Ek Paal Taherkea,
Kesai Havaho Mea Kho Jatea Hai Dilchusp Lamhea,
Aksar Gujar Kea,
Kahbo Kai Jesea Ho Jatai Hai,
Ho Jata Hai Hum Kabhi Phir Mil Saktai Hai,
Tum Kabhi Alvida Na Kehna.
Kabhi Alvida Na Kehna,
Kabhi Alvida Na Kehna,
Kabhi Alvida Na Kehna.
